Saiyaara Lyrics - Ek Tha Tiger


Saiyaara Lyrics Details

Song Title: Saiyaara
Music Director: Sohail Sen
Lyricist: Neelesh Misra
Singer(s): Mohit Chauhan
Movie: Ek Tha Tiger (2012)
Starcast: Salman Khan, Katrina Kaif, Ranvir Shorey, Girish Karnad
Director: Kabir Khan
Producer: Aditya Chopra
Banner: Yash Raj Films
Release Date: August 15th 2012

Saiyaara Lyrics:

Aasmaan tera mera hua
Khwaab ki tarah dhuaan dhuaan
Aasmaan tera mera hua
Saans ki tarah ruaan ruaan

Ho jaaye jahaan tu jaaye
Paaye mujhe hi paaye
Saaye ye mere hain tujh mein samaaye

Saiyaara main saiyaara, Saiyaara tu saiyaara
Sitaaron ke jahaan mein milenge abb yaara

Saiyaara main saiyaara, Saiyaara tu saiyaara
Sitaaron ke jahaan mein milenge abb yaara

Tu jo mila toh yun hua
Ho gayi poori adhoori si duaa
Tu jo gaya, toh le gaya sang tere 
Mere jeene ki har wajah

Ho jaaye jahaan tu jaaye
Paaye mujhe hi paaye
Saaye ye mere hain tujh mein samaaye

Saiyaara main saiyaara, Saiyaara tu saiyaara
Sitaaron ke jahaan mein milenge abb yaara

Saiyaara main saiyaara, Saiyaara tu saiyaara
Sitaaron ke jahaan mein milenge abb yaara

Tumpe miti tumse bani
Tumse hua hai haan khud pe yaqeen
Tu jo nahi to naa sahi
Main hoon yahaan toh tu hai yahin kahin

Ho jaaye jahaan tu jaaye
Paaye mujhe hi paaye
Saaye ye mere hain tujh mein samaaye

Saiyaara main saiyaara, Saiyaara tu saiyaara
Sitaaron ke jahaan mein milenge abb yaara

Saiyaara main saiyaara, Saiyaara tu saiyaara
Sitaaron ke jahaan mein milenge abb yaara

Banjaara Lyrics - Ek Tha Tiger


Banjaara Lyrics Details

Song Title: Banjaara
Music Director: Sohail Sen
Lyricist: Neelesh Misra
Singer(s): Sukhwinder Singh
Movie: Ek Tha Tiger (2012)
Starcast: Salman Khan, Katrina Kaif, Ranvir Shorey, Girish Karnad
Director: Kabir Khan
Producer: Aditya Chopra
Banner: Yash Raj Films
Release Date: August 15th 2012

Banjaara Lyrics:

Banjara banjara…
Dil mera banjaara
Dekha jabse usko dil mera dil mera banjaara
Naa jaga naa soya dil mera dil mera banjaara
Jo muskaraaye woh, Sab kuch bhulaye woh
Dekho bhatak ke aaye dil Banjaara0
Banjara banjaara uski dhun me dil banjaara
Banjara banjaara uski dhun me dil banjaara

Leharaake dil se guzarti hai woh
Leharaake dil se guzarti hai woh
Jaane kya khit-pit karti hai woh
Ho hans de to ude dil me hai titliyan
Be-mausam gire hum pe hain bijliyaan
Uss pe ye dil aa aake haara
Banjara banjara uski dhun me dil banjaara
Banjara banjara uski dhun me dil banjaara

Ho ho…
Baaton me uski jaadugari
Ho… baaton me uski jadugari
Nigaahon me uske hai kaarigari
Ho saikadon khwaab uspe hain kharcha kiye
Phir bhi milne ko har roz tarsa kiye
Kehde toh chhod du main ye jag saara
Banjara banjaara uski dhun me dil banjara
Banjara banjaara uski dhun me dil banjara

Laapata Lyrics - Ek Tha Tiger


Laapata Lyrics Details

Song Title: Laapata
Music Director: Sohail Sen
Lyricist: Neelesh Misra
Singer(s): K K, Shreya Ghosal
Movie: Ek Tha Tiger (2012)
Starcast: Salman Khan, Katrina Kaif, Ranvir Shorey, Girish Karnad
Director: Kabir Khan
Producer: Aditya Chopra
Banner: Yash Raj Films
Release Date: August 15th 2012

Laapata Lyrics:

Aankhon ko yoon band karke
Dheme dheme gin gin ke
Dhoondon humein hum hain kahan
Ho bhule se fasaane hai
Zameen se begaaney hai
Dekho hue hum toh hawa

Dil ke kinaare, khawaabon ke neeche
Hai khoya khoya apna jahan
Main laapata.. bhula pata
Hosh-o-havas.. hai laapata

Haan yeh zidd hai meri
Tujhko hi sochengey ab hum
Roshini yeh teri
Khwaabon mein rakhengey band hum
Haan subah kab soyi
Taare kab jaage
Hum bhule hai ki kab kya hua
Main lapata.. bhula pata
Hosh-o-havas.. hai laapata

Le rahein the saansein
Zinda nahi the kabhi hum
Dil yeh tujhko deke
Dhadkan se vaakif huye hum
Haan tujh mein hi gum hai
Tujh mein hi khoye
Ab waise bhi jaana kahan
Main lapata.. bhula pata
Hosh-o-havas.. hai laapata

Mashallah Lyrics - Ek Tha Tiger


Mashallah Lyrics Details

Song Title: Mashallah

Music Director: Sajid Ali, Wajid Ali
Lyricist: Neelesh Misra
Singer(s): Wajid Ali, Shreya Ghosal
Song Duration (mm:ss): 04:46
Movie: Ek Tha Tiger (2012)
Starcast: Salman Khan, Katrina Kaif, Ranvir Shorey, Girish Karnad
Director: Kabir Khan
Producer: Aditya Chopra
Banner: Yash Raj Films
Release Date: August 15th 2012

Mashallah Lyrics:


Mashallah mashallah

Woh oh ho..

Mashallah mashallah

Chehra hai mashallah
Naino pe naino ka
Pehra hai mashallah
Tujhko churaaya hai
Paaya hai yeh jahaan

Ho..hey..

Ho..hey hey hey

Mashallah mashallah

Chehra hai mashallah
Rang tere ishq ka
Ghehra hai mashallah
Tujhko churaaya hai
Paaya hai yeh jahaan

Hey hey hey hey

Hey hey hey hey..
Ho..hey..
Ho..hey hey hey

Yo habibi mashallah antashakala ajimullah

Yo habibi mashallah yashok aani miliaai hai
Yo habibi mashallah roofzabargat ganini
Badmanini badmanini badmanini taaliho

Jalta hai jal jaaye

Jalta hai jal jaaye
Pighal jaaye zamaana
Main tujhse tu mujhse
Bus itna fasaana
Teri yariyaan dildaariyan sun jhaaniyan
Mili mila mujhe milana

Mashallah mashallah

Mashallah mashallah
Chehra hai mashallah
Naino pe naino ka
Pehra hai mashallah
Tujhko churaaya hai
Paaya hai yeh jahaan
Mashallah mashallah

Sholon mein sharara hai

Arey sholon mein sharara hai
Taaron mein sitara
Kudrat ne fursat se
Banaya mera yaara
Teri chahatein meri raahatein
Hai ibaadatein
Tu mila mili mujhe khudaayi

Mashallah mashallah

Woh oh ho..

Mashallah mashallah

Chehra hai mashallah
Naino pe naino ka
Pehra hai mashallah
Tujhko churaaya hai
Paaya hai yeh jahaan

Yo habibi mashallah antashakala ajimullah

Yo habibi mashallah yashok aani miliaai hai
Yo habibi mashallah roofzabargat ganini
Badmanini badmanini badmanini taaliho

Ho..hey..

Ho..hey hey hey

Mashallah mashallah

Chehra hai mashallah
Naino pe naino ka
Pehra hai mashallah
Tujhko ko churaaya hai
Paaya hai yeh jahaan

Yo habibi mashallah antashakala ajimullah

Yo habibi mashallah yashok aani miliaai hai
Yo habibi mashallah roofzabargat ganini
Badmanini badmanini badmanini taaliho

Ho.. hey..

Ho.. hey hey hey